Fan Fiction

RagLak ff by vini Tum mere Ho part 22

Tum Mere Ho <3
By #vini
★Part-22★
Some few days spent like that.. And on one day…

@main hall..
Anpurna and sujata were sitting in the main hall..talking… Ragini came from kitchen wtih two cups of tea..

Ragini: Maa..chachi ji.. Chaay..
Ap: Haan beta laao..

She offered them the cup of tea.. Just then laksh came from outside and was going upstairs to his room..anpurna saw him..

Ap: arey laksh.. Tum itni jaldi office se..
Laksh: (smiled) Haan maa wo ek file leni thi..

He looked at ragini.. She also looked at him.. Then he stepped to go upstairs..just then..

Sujata: Ahaa ragini..ke chaay banayi hai tune..mazza aa gaya.. baise jijji… Bilkul heere jaisi bahu mili hai thaare ko.. Bass maahre aditya ko bhi aisi hi beendni mil jaaye phata phatt se..

Laksh stopped hearing this.. He grinded teeth and closed his eyes feeling irritated by this.. Then he looked at sujata from there in full attitude..

Laksh: chachi.. Ragini ke jaisi koi nahi hai.. Ek hi piece hai ye..jo ki ab mera hai.. Fortunately..(Smirked at ragini)

Ap smiled and ragini felt embarrased…

Sujata: Haan pata hai maahre ko..
Ap: Kismat hai tumhari laksh..jo ragini mili hai tumhe..
Laksh: Hmm…(looked at ragini with mesmerised smile) Khud banayi hai maine ye kismat.. anyways.. Main file le aata hu..

Ragini felt really embarrased and went into the kitchen..he also went upstairs to his room.. He came in and opened the cupboard to take out the file.. He was searching for the file.. Just then ragini's phone rang.. It was Aditya's call..Laksh turned back looking at the phone.. and shouted..

Laksh: Ragini… Tumhare phone par kisi ka call aa raha hai..

Ragini in the kitchen heard him.. But she didn't respond and thought that its just his excuse to call her in the room.. She didn't bother and contiued to her work.. and in room he was still busy in searching for the file.. Phone rang again.. But he was busy in searching the file.. Then he got the file and smiled..He came to pick up the phone..the moment he was about to pick it up.. It stopped ringing..he stopped, took a sigh and took his hand back.. He was now about to go just then it rang again.. This time it was a message..Laksh turned back and picked it up..

Laksh: Ye kaun hai jo baar baar ragini ko..

He saw that it was aditya's message and his smile changed into deadly anger.. He opened the message and started reading it..

Aditya: (message) Ragini kahan ho tum? Kab se phone kar raha hu.. Na to tum phone utha rahi ho naa hi swara.. Anyways.. I have a good news for you.. Infact itni good news hai ki tum sunte hi pagal ho jaogi.. You know what…? Hume sanskaar ka pata chal gaya hai.. (Laksh's eyes got bigger) Tumne jo number diya tha wo trace karne ke baad pata chala ki wo yahi hain.. Bhai ki company se thodi door ek baadi hai.. Wahi.. Tum bass jaldi se swara ko lekar waha panhoch jaao.. Main bhi abhi office se nikal raha hu.. Ok..phir humlog milke sanskaar ko surprise denge Aur usko mana bhi lenge.. Theek hai?

He got fires in his eyes reading this…

Laksh: To mere peeche se ye sab ho raha hai.. Matlab ki uss aditya ko bhi pata hai ki ragini sanskaar ki behen hai.. Anyways.. (Smirked) surprise toh ab main dunga sanskaar ko… (Looked at phone) thanks aditya..

Then he threw her phone and the file on the bed and rushed out of the room.. And called in his office..

Laksh: Malhotra ji.. Aaj ki meeting cancel..
Malhotra: Lekin sir..
Laksh: lekin wekin kuch nahi.. Jitna kaha hai utna kijiye..

He came to the centre of the stairs.. Ragini was also there..

Laksh: Chachi swara kaha hai?
Sujata: bo apni dost se milne gayi thi… Keh rahi thi aditya kaa phone aaya hai to ussey milke aayegi.. Par kyu?
Laksh: Kuch nahi.. Aise hi.. (Faked a smile)

Then he went from there in a hustle bustle..Ragini found this very strange she reminded that the file for which he came for..wasn't in his hand..

Ragini: Maa..laksh ke haatho me file thi kya?
Anpurna: Nahi.. Humne dhyaan nahi diya..
Sujata: Naa.. Phile to naa thi uske haath me..
Ragini: Hum dekh ke aate hain..

She went out but he was gone in his car… Then she came back and went in her room.. She saw that he the file is on the bed.. She got worried..

Ragini: File lene aaye the aur file hi bhool gaye… Kitne laparwah hain.. Phone karte hain.. Abhi raaste me hi honge..

She then picked up her phone to call laksh..And she saw 7 missed calls of aditya.. Then she reminded laksh's call "Ragini…tumhare phone par kisi ka call aa raha hai…" Her eyes got bigger and teary.. Then her phone beeped agaim with message..

Aditya: (message) ragini…swara aur main office se hi jaa rahe hain sanskaar ke ghar..Tum bhi aa jaao bass jaldi ss..

She got stunned.. Her eyes got teary.. Then she looked up in the messages.. And read aditya's message she got worried..

Ragini: (started crying) ye kya ho gaya.. Laksh..Laksh ko sab pata chal gaya.. Humara bhai.. (Wiped her tears) Nahi bhai.. Ias baar hum aapko kuchh ni hone denge.. Hum kuchh ni hone denge..

And..She rushed out….she came towards the centre of the stairs..running..

Ap: Arey ragini… (She ignored her completely)
Sujata: Ab issy ke ho gaya.?
Ap: Laksh ko file dene hi gayi hogi sujata..
Sujata: Haan..

She came out of the house and saw none of the cars were there in the house.. Then she went out and ran.. She looked around for some taxi but didn't find any..she couldn't stop.. So she ran on the road without waiting for a minute.. After sometime she got a taxi..

Ragini: (breathing faster due to running) Bhaiya hume……hume Maheshwari's Company…ke paas wali baadi me..uss baadi tak pahoncha dijiye please…
Taxi driver: Ji baithiye..

She sat in the taxi and he drove away.. On the other hand swara was in aditya's office.. While walking to go out..

Swara: (teary eyes) mujhe to vishwas nahi ho raha ki main sanskaar se milungi..
Aditya: Haan swara..
Swara: adi..tune ragini ko btaya na?
Aditya: Haan wo direct wahi pahonchegi..maine address send kar diya tha usey..
Swara: Basss.. Ab meri aankhe aur intezaar nahi kar sakti.. (Smiled)

Ragini also reached outside maheshwari's company.. Driver stopped the taxi..

Ragini: Bhaiya hume yaha nahi.. Iss comapny ke paas me jo baadi hai..waha jaana hai..
Driver: madam main yaha naya hu.. Iske baad ka raasta nahi jaanta..
Ragini: (got a bit angry and tensed) agar aapko pata nahi tha to pehle bata dete.. Khair.. (Taking out some money) ye lijiye aapke paise..

She handed over money to him.. And came out of the car.. She looked around.. And taxi went from there.. She looked at the company.. Then she looked around.. She saw a lady..

Ragini: Excuse me..
Lady: ji..?
Ragini: Yaha paas me hi ek baadi hai.. Aap hume bata sakti hain wo kaha hai..
Lady: Ji.. Mujhe pakka nahi pata.. Lekin yaha aage chalkar ek dukaan hai.. Aap waha se pata kar sakti hain…
Ragini: Thank you..

She ran towards the shop.. Just then she saw aditya and swara sitting in the car.. She came running and shouted..

Ragini: Swara….??

But swara couldn't hear her and sat down in the car.. Before ragini could run and rech them.. They drove away..she got more tensed and irritated.. Then she looked up for any other taxi but there was none.. She then ran ahead.. After some distance.. She saw a shop.. She came to it running.. She then held her tummy as it was paining a lot due to running.. The shopkeeper got tensed seeing her..

Shopkeeper: Arey beta kya hua? Tum theek to ho? Chhotu.. Jaa paani leke aa..
Ragini: (breathing faster) Nahi…. Aap…aap bass..bass itna bata dijiye ki.. Ki yaha aas paas wali baadi kaha hai?
Shopkeeper: Beta..pehle paani pee lo..thoda saans le lo..main btata hu..
Ragini: Nahi.. Humare paas waqt nahi hai… Humare..humare bhai ki zindgi ka sawaal hai..
Shopkeeper: Accha.. Suno..ye yaha se bahine haath par mud kar seedha seedha chalna.. Phir do raaste dikhenge.. Waha dahini taraf chali jaana.. Wahi hai baadi..
Ragini: Sh..shukriya..

Then she ran and ran… On the other side.. Aditya and swara reached baadi.. Swara was crying..she looked around… Then aditya went to a lady..

Aditya: aunty yaha sanskaar gadodiya ka ghar kaunsa hai..?
Lady: (pointing out to a house) Wo wala..
Aditya: (smiled) Thank you..

Then he came to swara and smiled looking at her..

Aditya: swara chal..

Swara was smiling with tears in eyes.. She nodded in yes..They both then knocked at the door.. Swara was crying in excitement.. They knocked again but then the door opened a bit itself.. Aditya and swara found that really strange… They opened the door and got in.. Swara shouted..

Swara: Sanskaar?

They both looked around.. Nobody responded..swara got worried..

Swara: adi kaha hai mera sanskaar?
Aditya: Swara.. Ye ussi ka ghar hai.. Dekh ragini ki photo..

They both looked at a photo of ragini that was hung on a wall…swara then started acting like mad..

Swara: (shouted again) Sanskaar?

Then a male voice came.. " Welcome.. Welcome" . they both turned back and saw laksh standing behind them smirking..they both got shocked seeing him.

Laksh: (coming forward) kitna time laga diya yaar.. Kabse wait kar raha tha main..
Swara: (crying) Bhai sans..sanskaar kaha hai?
Laksh: Jaha bhi hai..safe hai.. By the way adi..Lagta nahi hai par bohot smart hai tu.. Mujhe pata hota ki tu aise logo ko dhundh leta hai to main pehle sanskaar ko band karke rakhta hi nahi.. Infact tere paas aa jaata ragini ko dhundhne ke time..
Aditya: bhai please.. Please.. Main aapse request karta hu.. Please bata dijiye ki sanskaar kaha hai?

Just then ragini reached badi.. She was breathing fast.. She came to the same lady..

Ragini: Suniye.. Yaha sanskaar gadodiya naam ke koi aadmi rehte hain?
Lady: Haan.. (Pointing to the house) waha rehta hai..

She came running there and saw laksh standing infront of them.. She was standing outside the house and seeing them peeping through the back of the door..

Laksh: (smirked) Arey bata dunga.. Itni bhi kya jaldi hai..?
Swara: (shouting in anger while crying) Bhai bass.. Aapne pehle mujhe mere sanskaar se dur kar diya tha.. Aapse kisi ki khushi dekhi nahi jaati na..? Hatiye aap main khud dhundh lungi apne sanskaar ko..
Laksh: (held her hand in a bit anger) Swara…. (Grinding teeth) main tera bhai hu..tere acche ke liye hi soch raha hu.. (Ragini got angry and was about to come in) aur isliye maine decide kiya hai ki.. Main khud teri shaadi sanskaar se karwaunga.. (Smiled)

Ragini stopped stunned hearing this.. Swara and aditya also got shocked.. Swara turned back.. And looked at him stunned..

Laksh: I am sorry swara.. Maine tujhe tere sanskaar se dur rakha..actually pehle mujhe pata nahi tha na ki pyaar kya hota hai.. Par jabse ragini meri zindgi me aayi hai.. Main pyaar ka matlab samjhne laga hu.. (Ragini's eyes were crying..his eyes also got teary) maine tujhe tere pyaar se dur kar diya..shayad ye hi wajah hai ki ragini mere saath..mere paas hoke bhi bohot dur hai mujhse.. Shayad tum dono ko milwa ke mujhe mera pyaar milega.. I know I'm a bit selfish.. (Smiled while crying) but.. seriously tum dono ko ek karna chaahta hu.. Bass tu ek baar apne bhai ko maaf karde.. Karegi na?
Swara: (hugged him while crying) Bhai…
Laksh: (hugging her) Maaf kiya na?

Swara looked up crying and smiling.. And nodded in yes.. Ragini was still stunned seeing this.. She couldn't believe that.. Aditya was also crying and smiling seeing them..

Swara: Par bhai.. Sanskaar hai kaha?
Laksh: (shouted calling) sanskaar?

Then sanskaar came out of the room.. Swara turned back and saw him.. She looked at laksh.. Ragini also saw sanskaar.. She started crying putting a hand on her mouth… Laksh smiled..

Laksh: saachi me sanskaar hai.. Jaa.. hug him..

Swara nodded in yes.. Then she ran to sanskaar and hugged him tighly..

Swara: (cupped his face in her hands..crying) tum theek ho? Main.. Tum…

She again hugged him and cried.. He also cried.. Laksh smiled and wiped his tears.. SwaSan broke the hug..

Sanskaar: (wiping swara's tears) main bilkul theek hu swara.. (Then his eyes fell on ragini) Laado…

Everybody turned back.. And saw ragini waho was crying standing on the door step.. Sanskaar came froward.. Then she came in running but stopped seeing laksh.. She thought he would stop her but laksh came to her smiling and held her from her shoulders..

Laksh: Ab apne bhai se nahi milna kya? Soch kya rahi ho? Jaao…

Ragini smiled while crying.. She ran towards sanskaar and hugged him.. He also hugged her back..

Ragini: (crying) Kaha chale gaye the aap bhai..? Jaante hain kitna miss kiya humne aapko..kaise chhod kar chale gaye aap hume? Ek baar bhi.. Ek baar bhi humara khyaal nahi aaya aapko?
Sanskaar: (crying) Aisa ho sakta hai kya? Main jaanta hu ki main kaise zindgi bita raha hu.. Din raat sirf teri chinta hoti thi mujhe..ki tu theek hai yaa nahi… (Cupped her face) Tu kaisi hai?
Ragini: Kya lagta hai aapko? Humare bhai ke bina hum kaise ho sakte hain? Bhai… Ab wada kijiye humse ki aap kabhi chhod kar nahi jaayenge hume..kijiye wada.. (Offered him hand)
Sanskaar: (held her hand and smiled) wada karta hu.. Kabhi nahi jaunga apni laado ko chhodke…
Aditya: (looking at laksh) Lekin bhai.. Aapko sanskaar mila kaise..

Laksh looked at ragini.. She also looked at him..

Laksh: maine ragini ke phone par tera message padha tha.. Tab to bohot gussa aaya tha mujhe ki mere peeche se itna sab kuch ho raha hai aur mujhe pata tak nahi hai… Phir maine decide kiya ki sabkuch to tum log kar chuke ho.. Lekin climax main karunga..phir main yaha aaya….

[Flash Back]

@Sanskaar's home.

Laksh knocked..sanskaar opened the door.. Got totally shocked seeing him..

Laksh: (smiled) hi..
Sanskaar: (a bit suspiciously) Tu yaha kyu aaya hai?
Laksh: Tujhse baat karne ke liye… Andar nahi bulayega..?

He got in himself..

Sanskaar: How dare you..? Laksh…nikal jaa mere ghar se..
Laksh: (chuckled and turned back) araam se..araam se.. Teri behen ka pati hu yaar.. Thodi to izzat de..
Sanskaar: izzat aur tujhe..? Tujhe lagta hai tu uske layak hai?

Laksh thought for a second but then he laughed..

Sanskaar: Meri behen kaisi hai?
Laksh: ahaan.. Teri behen nahi.. Meri patni.. Mrs. Ragini laksh Maheshwari hai wo.. Tere saath to uska rishta to kab ka toot gaya tha.. Wo to kab ka bhool gayi tujhe..
Sanskaar: Aisa nahi ho sakta.. Meri laado mujhe nahi bhool sakti.. (Held laksh's collars) teri wajah se meri behen mujhse dur hui hai..
Laksh: Haan.. Dur hui hai.. Bohot dur… Aur ab main tujhse ye kehne aaya hu ki..tu mujhse badla lele..

Sanskaar got shocked and confused.. He left his collars.. Laksh looked at him and smirked..

Laksh: Haan.. Jaise maine teri behen se shaadi karke usey tujhse dur kar diya.. Waise hi tu meri behen se shaadi kar ke usey mujhse dur kar de.. (He laughed.
Sanskaar was really shocked and confused..and he stopped) Ok lets be serious.. Dekh sanskaar.. Jo kuch past me hua agar hum wo sab pakad kar baithenge to zindgi me kabhi aage nahi badh payenge.. Time bohot aage badh gaya hai par swara abhi bhi wahi hai ussi kamre me band.. Tu bhi wahi hai..uss kamre me..(walked towards ragini's photo) Ragini bhi wahi hai.. Jaha tune usey teri life se dur chale jaane ko kaha tha.. (Picked up her photo and touched her face in it) aur main…main bhi wahi hu jaha maine ragini se pyaar karne ke liye uska haath thaama aur wo hath chhudakar chali gayi thi.. Sabkuch wahi ruka hua hai.. Aur wahi ruka rahega agar hum aage badhne ke liye kadam nahi badhayenge..
Sanskaar: Tu kehna kya chahta hai?
Laksh: Main sirf itna kehna chaahta hu ki.. Please meri behen ki life me wapis aa jaa.. Wo bohot pyaar karti hai tujhse.. Mere kiye ki sazza usey mat de..
Sanskaar: Tu ye sab kyu kar raha hai? Ye bhi teri koi chaal hai?
Laksh: Nahi yaar.. Iss baar sachme main apni behen ki zindgi maang raha hu.. Please.. Usey uski zindgi de de.. Teri khushi me meri ragini ki khushi hai.. Aur uski khushi me khushi me meri… Main bass apni ragini ki khushi ke liye ye sab kar raha hu..
Sanskaar: mujhe teri baat par vishwaas nahi hai..
Laksh: I understand.. Par ab jab khud swara yaha aayegi tab to vishwaas karega na?
Sanskaar: kya? Swara yaha aayegi.. ?
Laksh: Haan.. Swara yaha aa rahi hai..
Sanskaar: Lekin usey kaise pata ki main yaha hu..?
Laksh: Abe saale…pyaar karti hai wo tujhse.. Tu jehnnum me bhi chhup jaayega na to bhi dhundh legi tujhe.. (He laughed)

Sanskaar also laughed a bit.. He wiped his tears..

Laksh: Chal ab jaldi se ready ho jaa.. Wo aati hi hogi..

Sanskaar nodded in yes and went in..

[Flashback ends]

Ragini was hell shocked to hear all that.. she was just staring laksh.. Laksh then came to her with a smile..

Laksh: Ragini… Main tumhare bhai ke liye apni behen ka rishta leke aaya hu.. Apni behen ke liye uska haath chaahta hu..dene ke liye taiyaar ho?
Ragini: (looking at laksh) Nahi….

Everybody got shocked.. Even swasan…

Ragini: (smiled) arey humara matlab hai ki… Sirf haath nahi.. Poore ke poore sanskaar bhai..swara ko dene ko taiyaar hain hum..

Swara laughed.. Everybody else laughed…

Laksh: To theek hai… Mujhe office me kuch kaam hai.. Wo nipta ke ghar pahonch raha hu.. Tum log aditya ke saath aa jaao..
Swara: (got worried) par bhai… Ghar par bade papa aur….
Laksh: Tu unki chinta mat kar.. Teri shaadi ab sanskaar se hogi.. Aur ye Laksh Maheshwari ka promise hai…keep in mind.. (He smirked looking at ragini) accha ab main nikalta hu.. Bye..

He went out of there.. Ragini wasn't ready to accept that laksh has done all this.. She was damn sure that there is something else in his mind.. But what?

Precap- No precap

(sorry :p )
plssssssssssss comment

Share
Published by