Poetry of Reliving Riddima ki Kahaani #by me

Mushkil se samajhne wali kismat hai
Mujhe toh meri bappa se ibadat hai
Meri profession toh doctor hai
Meri kaadhal toh ek khoob si actor
P.T teacher-in-disguise toh mera yaar ban gayi
Bahut jald apna pyaar ban gayi
Kiya tha meri pyaar ko izhaar
Jiske badle mujhe mili uski ikraar
Laga tha rab ne iss duniya ki saare khushiyaan se mujhe mila liya
Vishwas nahin kar paane waale sach mujhe hila diya
Mujhse se mere saare khwaabon cheen liya
Uski confession mujhe zor se jhatka diya
1lakh waala se bade pataka blast kiya
” Ishq mein jaan gawaana dastoor hai
Ishq mein hue jo qurbaan mashoor hai
Par jo mere ishq mein keemat maangi hai
Har dahleez laangi hai ”
Chukana toh pyaar ka keemat hai
Kaise badal diya bagwaan meri kismat hai
Pyaar mein paagal hun
Usne baarish ho toh mein baadal hun
Hamesha use bacha ke rakhti hun
Mein toh iss safar ke liye taiyaar hun
Aapse poora karne waale Khwahishon toh hazaar hain
Bas iss mission ko khatam karke , aapse ek hone ka intezaar hain
Meri kasam hai oh sanam
Mein toh sirf teri hun iss janam mein
~Riddima

Ham toh apni mohabbat se judaa hoo gayi
Ham toh uss raasta ko chuna jo khuda dikha gayi
Hamari pehli mulaqaat toh takraar se shuru hui hai
Jisne criminality ki guru hai
Use mujh par shak hoo gayi
Par meri mohabbat meri rakshak ban gayi
Uski behen ne toh meri raasta hai jisne mujhe meri manzil tak le chalti
Mujhe toh use behind the bars bhejne ki saazish hai
Aur uska toh meri iraada jaan ne ki koshish hai
Mene toh uski zindagi badalne ke aaya
Par waapas usne ek faisla se meri poori zindagi badal diya
Hamari toh shaadi hui hai
Yeh toh ek bin bulaane ne waale yaad hui hai
Jitna meri jasoosi hai
Utna use  ‘ kuch gadbad ‘ ki mehsoosi hai
Hamare beech enmity se badkar koi rishta nahin hai
Par mujhe bachaane waale farishta woh hamesha bani hai
Par mujhe yahaan bhejne ke farz
‘ Usne ek rakshas hai ‘ marz ko badal diya nahin
~Riddima

Aishuzz369

Hai all , I am a lover of serials . I am an artist

Share
Published by