obsessed with TERE LIYE (PART 1)

The episode starts with worshipping of gods. A car is in d traffic it’s dark n raining heavily a lady in d back seat is very restless her face is not shown she is worrying about something. The radio says NAMOSHKAR KOLKATA n a Bengali song is playing on d radio. The car stops , she gets down , it’s very windy n still raining.she reads d board on d big gate saying’RAWADA MENTAL ASYLUM ‘ she covers her face with d pallu of her saree n enters hurriedly . A security guard stops her . Her face is shown. Her sindoor is slowly washed away due to the rain. She tells him dat she came to meet Patien no 305. He informs her no one has ever come to meet him n it’s late night . She shows him a permission letter n tells it’s very urgent. He takes her inside. A lady incharge sees her.

Incharge: arey!! Mashoor singer Taani basu yahan? Meri puri family aapki bahot badi fan hain
Taani: dekhiye mujhe patient no . 305 se milna hain plzz
The incharge takes her to d cell. On d way Taani sees patients screaming n laughing at her she gets scared. Dey reach patient no.305’s cell Taani looks at him through d bars of d door. ‘ONNU ONNU ‘ voices play in her head.she gets tear eyed. A man ,dressed in hospital clothes, is shown scribbling’ I LOVE YOU MISHTI ‘on d walls. It’s written everywhere in d room.she looks at him.’JISM PAAK’ plays he didn’t notice her.

Lady incharg(LI): theen saal ho Gaye isse yaha aye hue din bhar yahi likhta rahta hein pata nahi kisi MISHTI ke piche pagal ho Gaya hain
Taani: mein hu MISHTI
LI: aap? Par aap tho Taani hai
Taani: Taani tho mein duniyaa ke liye hu par Onnu ke liye sirf MISHTI.
LI: lagti kya hai aap unki?
TAANI: pati hein Ye mere.
LI: par aapko kabhi yaha nahi dekha.

Taani: mujhe aaj hi pata chala.the incharge opens d lock dey dey get in Onnu ‘s back is facing taani ( rooh se rooh ki darmiyan plays) she goes to him n holds d hand with which he is writing.he turns to c her. N continues his work
LI: ye aisa hi hain. Naa kisiko pehchanta hain naahi kisise baat karta hain.
Taani: par mujhe pehchanenge kyunki mishti teeki nahi hoti , mishti toh meethi hoti hai na?
ONNU stops scribbling ‘ MISHTI teeki nahi hoti mishti meethi hoti hain n mishti is d best Bol mishti

is d best bol’ voices play in his head. He looks at her she takes a sweet box from her bag n places infront of him n indicates him to eat. He throws d chalk away n rubs his hands on his shirt n takes a piece den slowly he takes d entire box n starts eating. Taani smiles at his antics. While he is eating she caresses his face he slowly moves her hand away. She does it second time. He jerks her hand away. When she is about to do it for third time he holds her hand n look at her. Tears form in his eyes.(TERE LIYE HAAN TERE LIYE bgm plays). He breaks d eye contact n moves backward.
LI:kisiko nahi pata ye pagal kyun hua hain.
Taani:yeh toh hamesha se hi paagal tha.iski har baat mein paagalpan tha.Dosti mein,pyaar mein , iska mujshe rishtaa voh bhi toh ek paagalpan hi tho hain.FB: 10 years back

Location: school- running competition
Teenage) young Taani n her friend mouli in d crowd R cheering 4 d boys.Subodh wins d race. Taani gets her ₹100 from Mouli as she won d bet.Subodh (who has a crush on Taani) comes to her to show dat she won Bcoz he won.she asks him who told him dat dey had aa bet on him.she tells him dat she had a bet dat whoever wins d race,ONNU will always come last. Onnu ( plump version) is still running. Dey laugh seeing him. Later Subodh receives prize from miss meenu. Onnu tries to cover up before Taani saying dat he lost to make her win d bet. Taani taunts him about being fat n says ‘ agar tu race mein akela bhi daudega na toh bhi tu last aayega aur miss Meenu tujhe kabhi trophy nahi degi ‘ dey fight n run to der respective homes to complain to der moms.Anurag n Taani houses stand infront not each other. Taani enters into a big mansion n goes upstairs shouting ‘ Maa Maa ‘ she sees neelanjana practising Veena , singing with her eyes closed n sits silently beside her.here Onnu is watching Laboni maa who is scolding a worker as he mixed salt instead of sugar in d sweets.she sees Onnu.

Laboni: tu kab aaya? Bola bhi nahi
Anurag: kaise bolta maa aap kisiko bolne deti hain kya? Waise acha hua aapne unko daata. Mere LIYE banayi sari meethayi kharab kardiab mein kyaa kaunga?
Laboni: arey, meine rakhi na TERE liye mithayi andar rukh. She gets Roshagulla for him Aah kar she feeds him.
Neelanjana: tu kab aayi?
Taani: jab aapka rihaz chal raha tha tab.
Laboni: mera Onnu ka muh itna Latka hua kyun hain?
Anurag: race mein last aaya hun.
Laboni: phirse?
Taani: maa uss MOTU ne mujshe phirse jagada kiya.
anurag : jagada kyun nahi karta Ma usne school mein sabke saamne mujhe MOTU kaha.
Laboni:sach usne mere MOTU ko motu kaha ( onnu looks at her she feeds him again)
Neelanjana: ab itna vazan badaya hain toh koi bhi use kya bulayega? Teri koi galti nahi hain mera baccha.
Laboni: saari galthi us taani ki hain.

Anurag: usne kaha ki agar mein race mein akela bhi daudunga na toh bhi lasst aaunga aur miss meenu mujhe kabhi trophy nahi degi.
Laboni: kaise nahi degi, mein uske Baal nochlungi
Anurag: nahi maa( blush blush) aap miss Meenu ko kuch mat kahiye.aap na us taani ko datiye.
Laboni: mere phool jaise bache ko motu kaha.
Taani: ghobhi ka phool ho gaya hein woh maa
Neelanjana: waise latest figure kyaa hai?
Taani: sau mein se ek kam-99

Laboni: while feeding Onnu) 99 yeh bhi koi vazan hota hain?? Itni si baat ke liye itna kuch sunaya usne tujhe. Tu ugh aaj mein uski kabar leti hun. She shouts: Taani Taani
Neelanjana:ab tu jaa teri maa tujhe bula rahi hain aur sun mere bete ko bejde varna teri maa use itna khilayegi ki woh 99 se 100 ek hi din mein ho jayega
TAANI: khilayegi?? maa ab TAK toh kab ka khiladiya hoga abhi aap vazan karoge naa toh pakka 100 se upar hi aayega.
Neelanjana: jaa jaa jaldi jaa(smiles)

Onnu n Taani cross eo. Neelanjana n Ananya R working in d kitchen Onnu enters,opens d fridge n eats apples
Neelanjana: teher jaa,wahaa kake aya haina abhi yaha bhi khayega?
Ananya:mumma,khana dona bukh lagi hogi
Neelanjana: isse bukh kabh nahi lagti Ananya halat dekh uski dey stare at his belly. Chii Onnu kitna ganda hogaya hain jaa jakar haath muh dole.jaa. Sun aaj phirse race hargaya.beta vazan kam kar na itni si umar mein itna vazan sahi baat nahi hain.
Anurag:dekha Ananya di,woh Taani kehti haina isliye Maa datt thi hai
Ananya: Onnu,maa theek hi bol che na
Onnu: Sab log usiki side lete hain meri koi sunta hi nahi

Onnu sees his dad n runs to his room. Shekhar on d phone:haa haa Ananya meri badi beti first year padi rahi hai.uske baad anurag aur sabke chota Robbindo. Aapka beta kya KAR raha hain? Ji ji milke baat karte hain iss bare mein.

Shekhar: neelu, ladka acha b hain, usse hamara kam how jayega. Ek baat bataani thi panditji ka phone aaya keh rahe the ki aaj ke baad do mahinon ttak achi muhrat nahi hain. Shaadi aaj raat ko hi karni padegi varna shayad bahot der ho jayega.Ananya overhears dis n gets tensed.shekhar n neelanjana order all d workers to take a leave for today n come d next day. Dey start wedding prep Ananya is scared.
Onnu goes to Taani house n calls her she comes out
Taani: kyun chila raha hai?
Onnu: arey,pocket money mil gayi hain

Taani: toh?
Onnu:tujhe photo kichvani thi na raja raani ke dress mein toh chal
Taani: HAAN,chalo
On d way) Onnu: Taani, tu mujhe MOTU mat bulana
Taani: accha theek hai baaba, nahi bulaungi
Onnu: pehle puchke ( golgappe) khane jayenge phir photo
Taani: nahi pehle photo
Dey fight den dey have panipuri n click photo in costumes n return home Shekhar bases bimalendu working in sweet shop n scolds him even after shekhar restricted him not to work here y is he still working . Bimalendu pacifies him dey have a friendly talk n shekhar informs him to bring Taani n Laboni to his house at night n no one will come to know wat is Gng to happen at my home tonight. Taani hears dem .
FB ends- in d mental asylum

Taani: us raat anurag ke ghar kya hone waala tha yeh mujhe bhi nahi pata tha. Uss raat par tho yeh kahaani tiki hui hain.yeh koi prem kahaani nahi thi.isme na koi shirin thi na farhad na Heer na Ranjha. Is kahaani mein koi shahid nahi hua.is par tho hum dono ne jeeee kar ek dusre se pyar kiya.Ek,Ek pal Ek,Ek ehsaas bani hai yeh kahaani yeh kahaani Jo mein suna rahi Hun, ye meri aur mere Anuraag ki kahaani hain ( TERE LIYE TERE LIYE TERE LIYE plays)

Share
Published by