Madam Sir : Kareena Fan Fiction A New Beginning (Part 17)

Part 17

PJ: MS kidar hai, agar inke Sath aye hai to abhi tak gari se nikali Kyu nahi)

SS to PJ: PJ hame to Laga MS aye hongi or ye to koi or hai Kon hai ye log Jinko Krisha madam..n

abi SS apni baat complete nahi Karti ke Gari ka darwaza khulta hai aur 

HM comes out of the Car 

krisha shocked hojati hai HM ko MR and Mrs. Kapoor ke Sath dekh kar,

but jeshe hi krisha ki Nazar HM ke bazu pr parti hai wo sab Kuch Bhool jati hai or bag kr HM ke pass jati hai, 

Kya Hua Apko, apko ye Chot kaise lagi, flow flow mei she said, ( uski maiya ki sasumaiya jis kisi ne bi hamari MadamSir ko chot pounchne ki koshish ki) 

MS was shocked by her reaction, a smile came onto her face seeing KS’s reaction.

MR and MRs Kapoor ye sab observe kar Rahe hote hai 

PJ HM ko chot Laga dekh kr bohat hi zayada pareshan ho jati hai, but jab wo krisha ki care or concern dekhte hai to SS or CC ko Bolti hai ye hamari Karishma hi hai, dekha na Madam Sir ko chot Laga dekh kr unko khud ka Dard Bhool gaya, 

Krisha to HM: kaise lagi ye choot, bohat Dard ho Raha Hoga na.

HM is still smiling as she remembers every moment jab bi KS HM ko injured dekhti thi or Kiya reaction deti thi, same AJ bi aesa hi reaction.

PJ, SS or CC aur Billu bi MS pas a jate hai 

kK: MS apko chot kaise lagi?

jab MS koi bi reply nahi deti to Krisha Mr. and Mrs. Kapoor se pouchte hi Kaise Lagi MS ko Choot 

MR and MRs Kapoor batane lagte hai ke MS unko ishara kr deti hai mat bataiye ga as Waha sab hote hai MS ( in mind: agar apko Sach pata lag gaya to ap sab pareshan ho jaye ge or hum nahi chahte k ap mei se koi bi pareshan ho ) 

HM: hum batate hai, wo hamara ek Chota sa accident ho gaya

All were shocked including MR and Mrs Kapoor

PJ HM ko dekh Rahi Hoti hai as unko pata lag jata hai ke HM Kuch chupa Rahi hai unse 

HM: chaliye ab andar, ke sabbatain Yaha thane ke bahar hi khare ho kar Karni hai 

Krisha: g chaliye

sab andr chale jate hai 

Guest Room:

Krisha to MR and MRs Kapoor, ap dono Yaha Lucknow Mai kaise, hame Bata dete hum apko Laine a jate 

HM: hum apko sab Kuch batate hai 

HM to Billu, hame cabin mei Jo photo frame hai wo Le kr ao 

Billu: abi Laya 

PJ HM ke pass jati hai or unse halki si awaz mei poochti hai: ye hamari Karishma haina 

HM: G ha ye hamari KS hi hai? 2 Saal pehle jab Inka accident huwa tha to sir par chot lagne ki waja se In Ki yadasht Chali Gaye ( IN flashback it is revealed k jab HM Amritsar mei us doc se milti hai Jo ke KS ke accident ke bad se unke case ko study kar Raha tha wo bata hai Accident ki waja. se unki memory effect hui hai, or jab HM unse pouchti hai ke agar unko ye sab Sach bataya jaye ke wo krisha nahi Karishma singh hai issey koi Khatra to NAHI hai unki medical condition ko. Doc: nahi khatre ki to koi baat nahi hai pr is baat ka khass khayal rakha jaye k unhe acha atmosphere provide Kiya jaye, kyon ki unki condition aisi hai ke bohat hi zayada care ki zaroorat hai, or batata hai accident ke bad unhe kabhi kabhi nightmares bi aate hai to kabi bi akela na chora jaye raat ko, flashback ends ) 

krisha bohat Gaur se HM or PJ ko dekh Rahi Hoti hai or still unka dehan HM ki chot par hota hai as wo dekhti hai HM jaise hi apna hath hilane ki koshish Karti hai to unko pain Hoti hai,

Billu photo frame le kar ata hai 

Billu: MS ye Raha 

MS : ye dekhiye ( wo ks ki taraf photo frame badhati hai but unka naam nahi leti)

Krisha shocked to see her with them 

Krisha: hum Aap Sab ke Sath kaise,

HM ye aap hi hai Ap krisha nahi Aap hamari Karishma Singh hai

Krisha looked at Mr and Mrs. Kapoor ( for confirmation)

Mrs. Kapoor nodes to kS

Hum aap ko puri baat batate hai 

AJ se 2 Saal pehle aap ka accident Huwa tha neeli Pahadi ki taraf jo rasta jata hai wahi, 

jaise hi KS neeli Pahari ka nam sunti hai something connects in her mind but she doesn’t know, Kiya tha wo 

HM KS ko sab Kuch batai hai kaise wo accident Huwa, kaise unki jagha KS neeli Pahari pr Gye 

HM KS ko jab unke accident ke bare mei batate hai to unki aankhon mein Pani aa jata hai,

KS HM ki baat ko to sun rahi hoti hai but unka dehan HM pr hota hai, { KS feels pain for her in HM eyes}  

HM sari baat batai hai siwaye iss bat ke ksis ne KS ki hospital me Jan Lene ki koshish ki thi ) as wo nahi chahti thi ke wo sab mazeed pareshan ho 

HM in mind ( wo Jo koi bi tha na jisne apki Jan Lene ki koshish ki usko hum zinda nahi chorenge, or hum us shaks ka pata Laga kr hi chorenge Jo nahi Chahta ki apko ye pata Lage ki aap KS ho, ye wada raha aapse) 

HM KS ke qareeb jati hai hai 

HM Apni pocket Mei se KS ki ring nikalti hai or KS ko deti hai 

HM: aapki amanat, bhale apko yad ho ya na ho Lekin hum jante hai ye ring Apke Liye kitni zaroori hai, or iske Kya Maine hai apki Zindagi mei,

KS Ring ki taraf dekhti hai, she tries to remember but all in vain

HM ye apko Apke baba be di thi or  hamare pass amanat thi, lijiye apki amanat Apke hawale hui.

HM: jante hai abhi aap ko Kuch yaad nahi par bohat jald apko sab Kuch yaad aa jayega ye hamara wada hai 

KS hugs HM while hugging (KS in mind: hame nahi pata k hamara aap se Kya rishta hai, Kuch bi yad nahi hame pr itna zaroor Keh sakte hai aap hamare Dil ke sab se kareeb honge) 

( HM in mind : jnate hai apko Kuch bi yad nahi hai pr yaqeen kijiye hum apka Sath hamesha denge, har Hal mei, bas ap kabi hame Chor mar mat Jana)

to be continued

Share
Published by