Fan Fiction

(EDKV TS) Part-2 (last part)

Heya guys i am back. Sry for d delay actually the article got rejected thats why.Yaad hu na mai ya muje bhul gaye. Bhul gay naa muje pata tha jaao kitta. Ok ok jaao maaf kr diya. Par haa ye last part hai ise phadna padaga–

Nxt day, suman comes out of washroom. Shravan was waiting for her.
Suman- tum yaha kya kr rahe ho
Shravan- bas afsos mana raha hu ki muje tumhe hug karna padaga aur vo bhi jab tum in ajeeb se kapdo me ajeeb lag rahi ho
Suman- ajeeb aur mai (takes a deep breath) dheko hum ye maan kr chalange
Shravan- chalange??
Suman- hug karange ki hum dono hug nahi kr rahe humare kirdaar ek dusre ko hug kr rahe hi
Shravan- kitne saalo baad tume akalmandi ki baat ki
The play starts………………..
They both dance
Suman and shravan hug. Suddenly some one comes with balloons and goes.
After the epic hug suman walks away. Shravan also goes away.
The scene changes………..
Shravan rings the doorbell of suman’s house.
Suman- ab tum yaha kya kr rahe ho
Shravan- kya mai tumse baat kr sakta hu
Suman comes out and closes the door.
Suman- batao kya baat karni hai
Shravan- kyat um theek ho
Suman- nahi mai theek nahi hu par tumhe isse kya tumhe to muje chidana ka naya mauka mil gaya naa
Shravan- dheko suman aisa kuch bhi nai hai tumhe muje hug karna itna hi bura lag raha hai to mai ye naukari chod deta hu waise bh tumhe ye naukari phale mili thi
Suman- yahi to problem hai ki muje tumhe hug karna accha laga
Shravan smiles

Suman- par muje accha kaise lag sakta hai tum to shravan ho shameless shravan
Shrvan- a thanks
Suman- hey bhagavan mai pagal hoti jaa rah ho
Shravan- muje bhi accha laga
Suman- ab ye kya naya nataak hai
Shravan- sach to ye hai ki muje tum bacpan se hi bhaut pasand ho bt mai khane se darta tha isse liya to mai tumhe har vakt tang karta rehta tha taaki kaise na kaise tum mere bare me sochti raho
Suman- dhakkan ye baat tum muje phale nahi bata sakte the
Shravan- kuch logo ko bata ne zaarorat nai hoti par ye baat tum aise dufer ko kaun samjaae
Suman- oohhhh tum ne muje dafar bola
Shravan- tume bhi to muje dhakkan bola
Suman- maine pyaar se bola
Shravan- ye sahi hai tum kuch bhi pyaar se bolti raho aur mai suntan rahu
Suman- ab jab tu mare khas dost ban hi chuke ho to tumhe ye sab sun eke aadat dalni hogi
Shravan- tum hara khas dost (smiles a little) par ye baat nai bolsakti thi tum muje
Suman- logo ko bata ne zaarorat nai hoti par ye baat tum aise dufer ko kaun samjaae
They both laugh
Suman- dheka chup karva diya naa
Shrvan- line hi aise thi
Suman- Dhakkan
They both hug
Suddenly a balloon seller comes.
Suman- shravan did u notice hum jab bhi hug karte hai kahi naa kahi se balloons aa jaate hai
Shravan- tum ne bhi notice kiya muje laga ki mai hi akale ye sooch raha tha
They both hug again
THE END

Liked it or not??

IME

Instagram,twitter and wattpad- @bookish.ishita

Share
Published by