Do Dilon ka yeh kashmakash (Part 1)


Hi guys. This is my first draft after a long hiatus. Hope I’ll receive support.

Pallavi Varma – 27yr ladli of Madhu Varma and Heena Varma. Thoda gusse vali  but Dil ki sureli. Apne Bhai ke liye jaan bhi Dene vali. Jyaada sochne vali par kaam achi karne vali. Bewajah ladayiyon se door rahne vali. Par Naa insaafi ko nahi sehne vali. Apne pehle pyaar ki nishani apne bete se apna din guzarne vali.

Raghav rao- Youngest and richest business tycoon. Apne behen se jaan chidak tha. From a poor 17 year to richest 27yr tycoon his journey is an inspiration to all the you ger generation.

What happens when a small misunderstanding brings these two close and tie them in a bond where they can’t free themselves by their own. Along with 5 year son do pallavi want to meddle with the life of Richie RR.

Let’s see what the life has in store for them.

At the outskirts of Hyderabad

Pallavi – Hello vikram. Yeah I’m here only. Where are you? Meine kab se tumhara inthezaar kar Rahi hu. Tu tho hamesha aise hi karthe ho. Har baar late aa jaate ho. But today is a very important day in our lives. Please be on time. Varna maa baba gussa ho jayenge. Aur first impression hi kharab rahe ga. Please come fast. I’m waiting.’

Message sent.

Pallavi kab se koshish kar Rahi hai vikram apne boyfriend se baat karne ki. Aaj ka din bahut important hai inke life mein. Aaj pehli baar vo apne parents ko sab sach bathane Jaa Rahi hai. Unki reaction ka tho patha nahi lekin vikram ki har baar late aane ki yeh aadat pallavi ko pareshan kar rakhi hai. He knows today’s meeting will change the life of pallavi and his along with their families.

Itne mein pallavi ko call ek unknown number se call aa jatha.

Caller:Hello!

Pallavi: Hello whoz dis?

Caller: hello mam aap Ram ka behan hai kya?

Pallavi: yes. But who are you?

Caller: Di mein Ram ka dost Rakesh. Hum Ghar rahe the isi mein hamara accident ho Gaya.

Pallavi panics

Pallavi: what Ab Ram kaisa hai. Tum log tho teekh hai na. Where are you now?

Rakesh:Di hum ORR (outer ring road) chodke neeche aaye hai. Isi mein ek car aake hamare bike ko takkar lagaya hai. Ram ki bohot si chot lage hai. Aur phoran meine ambulance ko call karke Apollo hospitals ko leke aaya hu. Kyaa AAP jaldi aa sakte hai?

Pallavi: kya tumhe yeh baat ma papa se kahi?

Rakesh: nahi di abhi nahi. Apko hi pehla ca kar raha hu.

Pallavi: teekh hai unko abhi call mat karna vo pareshan ho jayenge.mein vaha abhi aa rahi hu.

 

Raghav: Hello… Ha maa. Mein abhi aaya Ghar ko. Nahi nahi kuch prblm nahi hai. Thoda jaldi kaam katam karliya isliye jaldi wapas aa gaya. Vaise bhi Aaj sravani ko airport se pick karna tha na. so isliye vapis aagaya. Teekh hai mein rakhtha hu ma. Mujhe airport jaake behan ko pick karunga.

Faraad: Anna.. aap ma se kyu jhoot bola. Apki tabiyat sahi nahi hai na isliye aap wapis aa Gaye. Maa ko patha chale ga ki AAP jhoot bol Raha hai tho vo chodegi nahi. Vaise bhi sravani kal aane vali hai na. Vo agar maa ko patha chalegi tho.

RR: dont worry faraad mein sambhal loonga. Do one thing get sravani room ready. She will come tomorrow.

Faraad leaves.

RR: Sravani tho Aaj hi aa chuki hai par jhoot bolne ki kyaa jaroorat hai. Why is she lying. And if she wants to stay with her friends it’s okay we won’t say anything. Aur wo ladka jisko usne hug Kiya tha wo kon tha. Uski shakal tho nahi dekh paaya but love PV letters ka tattoo bana hai iske hath mein. Mujhe patha karna hai kya chal Raha hai meri behan ki zindagi mein.

Share
Published by