Fan Fiction

Ardeep Ff: Naina Re (6~Bezubaan Phir Se)

Aarohi, Deep, Niku, Ridhi, Chavanni, Ranger and Chintu arrived at a bungalow and stepped down the car.

A: Deep, yeh ghar tha kya surprise?

D: kitnay sawal karti ho jaanu? Andar to chalo

She was confused as he went and rung the doorbell.

A: bhabhi, aapko kya lagta hai? Kya hoga surprise?

R: kuchh nahi keh saktay, or is pe shak bhi to nahi karsaktay, humesha humari dhaal ban k khara raha hai, chalo andar chalein to pata chalay

They all went inside with slow steps and looked around the house as Deep was nowhere to be seen.

Ch: yeh kahan gaya?

Ran: aisa kaisa surprise hai didi k vo batanay k liye hai hi nahi k surprise kahan hai?

A: vo sab to nahi pata, hosakta hai vo chahta ho k hum khud dhoondein apnay surprise ko

N: bua, mujhe hai na is ghar ki khamoshi mein kisi apnay ki aawaz sunai derahi hai

R: kya kehraha hai Niku? Kon sa apna?

N: nahi pata, lekin sunai derahi hai, aisa lag raha hai koi hai jo humara hai

Ch: yeh Niku ko kya hogaya hai? Didi ab aagay nahi barhegi to pata kaisay chalega? Tu chal to sahi

They all started walking again and everyone kept searching each room, at last they came to a room whose door was slightly open. Aarohi pushed open the door and the person she saw made her eyes pool up with tears of happiness.

A: bha..bha..bhaiya!

She ran and hugged him shedding tears of pain and happiness both at the same time.

A: bhaiya aap kahan thay? Meri nazrein yeh jaantay huay bhi aapko dhoondti thi k aap marchukay ho lekin bhaiya aap to zinda ho, ab Niku baap k saaye k bager nahi rahega, bhabhi bhi khush rahein gi Aani bhaiya

She said crying happily hugging him.

An: han Aarohi, ab main agaya hoon na, ab main sab theek kardunga, ro mat

Ridhi and Niku were also very happy seeing him and the four of them had a group hug.

A: bhaiya vo Raichand family k saath main kabse reh rahi hoon Tara ban kar, vo log bohat khatarnaak hain, Niku ki aawaz bhi chali gai thi unki waja se, bhaiya unko na saza dilane ki soch se bhi dil ghabrata hai, vo log bohat dangerous hain

Aan: kya? Tara bani hui hai tu unkay saamne? Pagal larki, maar daalengay yar vo tujhe, aaj bhi Aarohi Kashyap wohi masoom larki hai, jail mein reh k bhi tum badli nahi ho

A: badli to bohat hoon lekin aaj bhi main aapke liye aapki Aaru hi hoon

They hugged each other.

R: Deep, tum pehle kiun nahi bata rahay thay k ye zinda hain?

D: kiun k khatra mandra raha tha Tara ka jo k ab jail mein hai

Aan: thank God. Ek jarr to miti

N: (with a broken voice) I missed you papa

Aan: I missed u too beta but your voice..

A: I told u bhaiya, ye sab unki waja se hua hai

N: papa, Aarohi bua ne humesha mujhe mumma ki tarha rakha or aaplog ki kami mehsoos nahi honay di, Aarohi bua meri savior hain or Deep uncle mere best friend hain

Aan: ye to bohat achhi baat hai k Aarohi tumhari itni fikar karti hai or tumhare pas Deep jaisa achha dost hai or mere pas ek cute sa beta

He kissed his cheek and he smiled at Aaniket.

D: sorry Aarohi, sorry to everyone for not telling about him.

Aan: thanks to u for keeping all of us safe.

Deep smiled at him.

A: Deep we should go now else that witch will doubt on us

D: OK, bye Niku, bye bhabhi and bhaiya

They went from there leaving Chavanni and others too over there.

A: Deep thank u so much, ab ja k aisa mehsoos horaha hai k main zinda hoon

D: tumne mujhe meri us so called family ki sachai batai to mujhe to tumhari family ko zinda rakhna hi tha, or tumhe or tumhari family ko protect karna to meri lifetime ki job hai.

He side hugged her and they smiled. They arrived at Raichand Mansion, Aarohi was holding Deep’s bicep smilingly.

Ro: acha hua tumlog agaye, main ne aaj shaam mein ek party organize ki hai

A: party kiun?

Ro: kiun? Tumhe to parties bohat pasand hain na? Tabeyat to theek hai na tumhari?

She asked touching her forehead.

A: (she left Deep’s bicep and held her hand) han han mom aapki Tara ko parties pasand na ho aisa kabhi hua hai kya? Hum zaroor aayengay or yeh party na sabse best party hogi, chalo na Deep hum tayari kartay hain.

They went upstairs and sat on the bed after closing the door of their room.

D: yaar Aarohi, tumhara koi plan hai kya?

A: hmm, plan to hai, lekin execute tum karogay

D: kya matlab?

A: tum kuchh aisa karogay jis se Roma expose hojaye, lekin pyaar se karogay

D: pyaar se kaise expose karun?

A: simple hai Deep, tum dance karogay or gao gay bhi

He started laughing.

A: aey tum hass kiun rahay ho?

D: ga k or naach k kaise koi expose hoga? Tumhara dimag to theek hai?

A: Deep tum to kuchh samajh nahi rahay ho, kahan gaya mera mastermind Deep?

D: I got it, hum koi aisa gana gayengay jo unke dil pe thess pohnchaye

A: exactly (she sings) teer chala k style se dil toro

D: (sings) ye lo bikini ab dupatta chhoro

A: awww

They had a laugh and he pushed her sideways on the bed and kissed her cheek and she hit him with pillow on his back and he too did the same and they ended up laying to rest laughingly. Later they got ready for party and went downstairs. Deep went on stage and Aarohi smiled at him encouraging him to speak up.

D: hello everyone, today is a very special day so a special performance for this day, yo?

Crowd: yooooo!

The stage lights went off and Aarohi too went from there smilingly.

Deep sang and danced with Aarohi and some more girls and men and was defining about his newly born strength:

Jaan le ki kismat ne baante hai
raahon mein kaante hain
Aur main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade
Naa roke rukun, tu gira main uthun
Pinjre todkar failaunga main par
Tujhme jitna hai zor tu laga le magar
Hans ke kat jaayega, na jhukega ye sar

Jaan le ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hai..
Naa roke rukun tu gira, main uthun..

He sung about the flame in his heart and how his blood boils whenever he thinks about how Raichands betrayed him and took him for granted but still he was always quiet:
Regzaaron mein, aag hai jitni
Hai lahu kholta mera inn ragon me phir bhi
Khaaksaron ko, khaak hi kaafi
Raas mujhko hai khamoshi meri

Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha
Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha

Jaan le ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hai..
ki ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hai..

Aarohi came forward and stood still and sung:
Sau sawaal hain
Sau hai laanate
Mere taraano pe
Lagi hai kaalikhe

Deep sung about how his dreams were burnt to ashes but still he has some hope in form of Aarohi but he never got a chance to express his hatred towards them nor he thinks that Kashyaps have forgiven him:
Laakh sapno ki
Raakh haathon mein
Sooni aankhon mein jalti umeed hai aakhri
Na mila mauka, na mili maafi
Kehdo kitni sazaa aur baaki

Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha
Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha

Jaan le ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hai..
Main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade
Naa roke rukun tu gira main uthun
Pinjre todkar failaunga main par
Tujhme jitna hai zor tu laga le magar
Hans ke kat jaayega, na jhukega ye sar

Salley145

Hi I am sara aka sally sue(Sara), I m a Ardeep, Ishra ff writer,Raglak, Swasan n kyy ff writer, do read my ffs ?

Share
Published by